- 歌词
- 专辑列表
Jagjit Singh
-
Jab Kisi Se Koi Gila
Jab kisi se koi gila rakhna Jab kisi se koi gila rakhna Samne apne aayina rakhna Samne apne aayina rakhna Jab kisi se koi gila rakhna
Yun ujalo se wasta rakhna Yun ujalo se wasta rakhna Shama ke paas hi hawa rakhna Shama ke paas hi hawa rakhna Samne apne aayina rakhna Jab kisi se koi gila rakhna
Ghar ki tameer chahe jaisi ho Ghar ki tameer chahe jaisi ho Isme rone ki kuch jagah rakhna Isme rone ki kuch jagah rakhna 更多更详尽歌词 在 ※ Mojim.com 魔镜歌词网 Samne apne aayina rakhna Jab kisi se koi gila rakhna
Maszide hain namazio ke liye Maszide hain namazio ke liye Apne ghar mein kahi khuda rakhna Apne ghar mein kahi khuda rakhna
Milna julna jaha zaroori ho Milna julna jaha zaroori ho Milne julne ka hosla rakhna Milne julne ka hosla rakhna Samne apne aayina rakhna Jab kisi se koi gila rakhna.
-
|